Search This Blog
Saturday, January 26, 2019
Baech diya sab kuch...
Baech diya sab kuch…
Bik gayaa sab kuch...
Baech diya Desh…
Baech diya Desh ka...
Baech diya Desh ka jhanda...
Baech diya Desh ka Geeth...
Bik gayaa bachchha bachchha naari nar aur har insaan...
Gali-gali, chauraahe aur har raastho me…
Bikae hue Neta… kaun he ye abi-neta…
Raaj kaaran ya Raaj neethi ya Koot neethi…
Bik gayaa Insaaniyath...
Jimmedaar kaun…
Saashan ya saashak ya raaja ya prajaa …
Kya baaki reh gayaa bikne…
Aazaadhi se ganatantra se sanvidhaan …
Sab aur sabi kuch bik chuka…
Bikaau hi tho hai..!!!
Laachaar kangaal maa…
Maa thu dhuki hai...mein bhi…
Phir mujme wohi aakrosh aur krodh hai…
Aaj aur abhi se shuru…
Prathishodh...Pratighaath…
Maa… mujme angaar bhar...shakti dhe...
Maa ...Namaskaar tuje…
Tera Sevak...
Vandhe'Maatharam…
raghu iyer
It is sad that when even a single family is not one & united, when neighbours behave unknown & aliens, how can i expect that any country on this earth will be one & united? My dear Creator, bless me…….
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment